Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Solo) Song
Album : Kabhi Kabhie
Singer : Mukesh
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Music Director : Khayyam
Star Cast : Amitabh Bachchan, Rakhee Gulzar, Shashi Kapoor
People who also liked See More
More songs from this album See More
Popular songs by Artistes See More
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Solo) Song Lyrics
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya
Gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya
Gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron
Mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron
Mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe
Bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe
Bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein
Meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein
Meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani
Chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein
Meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein
Meri amaanat hain
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain
Shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain
Shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghunghat
Utha raha hun main
Suhaag raat hain ghunghat
Utha raha hun main
Simat rahi hai tu sharma
Ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma
Ke apni baahon mein
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe
Chaahegi umr bhar yuhin
Uthegi meri taraf
Pyaar ki nazar yuhin
Main jaanta hun ki
Tu geir hai magar yuhin
Main jaanta hun ki tu
Geir hai magar yuhin
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil
Mein khayaal aata hai
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Solo) Song Lyrics in Hindi
"कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे तुझको बनाया गया है मेरे लिये
तू अबसे पहले सितारों में बस रही थी कहीं
तुझे ज़मीं पे बुलाया गया है मेरे लिये
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के ये बदन ये निगाहें मेरी अमानत हैं
ये गेसुओं की घनी छाँव हैं मेरी ख़ातिर
ये होंठ और ये बाहें मेरी अमानत हैं
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे तू मुझे चाहेगी उम्र भर यूँही
उठेगी मेरी तरफ़ प्यार की नज़र यूँही
मैं जानता हूँ के तू ग़ैर है मगर यूँही
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है
के जैसे बजती हैं शहनाइयां सी राहों में
सुहाग रात है घूँघट उठा रहा हूँ मैं (२)
सिमट रही है तू शरमा के मेरी बाहों में
कभी कभी मेरे दिल में, ख़याल आता है"
Know All About Sahir Ludhianvi’s Masterpiece - Kabhi Kabhi Mere Dil Me Song(कभी कभी मेरे दिल में)
If you are a fan of Bollywood music, you must have already heard this song several times. The Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Song(कभी कभी मेरे दिल में) remains one of the greatest hit songs of Bollywood. The title song of the film ‘Kabhie Kabhie’ is equally enjoyable even after decades. Fans of this remarkable song should read along to find out more about this song.
Makers of the Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Song(कभी कभी मेरे दिल में)
Most fans of the Kabhi Kabhi Mere Dil Mein(कभी कभी मेरे दिल में) are not aware of this fact. The song was penned by Sahir Ludhianvi for an unreleased movie made by Chetan Anand in 1950. The original song directed by Khayyam was recorded by Sudha Malhotra and Geeta Dutt. However, this song was never released. The original poem was rich in Urdu and the poem had to be simplified to be included in a movie.
The simplified version is seen as the Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Song(कभी कभी मेरे दिल में) in Yash Chopra’s 1976 hit film ‘Kabhie Kabhie’. The film stars Amitabh Bachchan, Rakhee, and Shashi Kapoor in lead roles. The Kabhi Kabhi Mere Dil Me Song(कभी कभी मेरे दिल में) for this film was sung by Mukesh and Lata Mangeshkar.
Some Fun Facts About the Song
Before you download Kabhi Kabhi Mere Dil Me song(कभी कभी मेरे दिल में), you should be aware of these interesting facts related to the song:
The starting words of the original Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics
created by Sahir Ludhianvi were:
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aataa Hai
Ki Zindagi Teri Zulfon Ki Narm Chhaaon Mein
Guzarne Paati To Shaadaab Ho Bhi Sakti Thi
Yeh Tiraagi Jo Mere Zist Ka Muqaddar Hai
Teri Nazar Ki Shuaon Mein Kho Bhi Sakti Thi
He later simplified the Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics to reduce the Urdu words and replace them with relatable Hindi words.
There are two versions of the Kabhi Kabhi Mere Dil Me Song(कभी कभी मेरे दिल में) in the movie Kabhie Kabhie. The first is a solo version where Amitabh Bachchan is shown to recite a verse of his poetry which continues into the song. The second version is a duet song played on the wedding night of Shashi Kapoor and Rakhee in the film.
The Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics was later remixed by Bally Sagoo.
The Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Song(कभी कभी मेरे दिल में) helped the lyricist Sahir Ludianvi and the music director Khayyam win respective Filmfare awards for the song.
The song was also included in Binaca Geetmala’s 1976 Hit Songs.
Lyricist Sahir Ludhianvi’s Great Contribution to Bollywood Music
Everyone who has heard the Kabhi Kabhi Mere Dil Mein song MP3(कभी कभी मेरे दिल में) is sure to appreciate the depth in the lyrics. Lyricist Sahir Ludhianvi has gifted Bollywood with some of the most memorable numbers. Be it the song ‘Aage Bhi Jaane Na Tu Song’ from the 1965 film ‘Waqt’ or the serious poetry song ‘Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai Song’ from the 1967 movie ‘Pyaasa’. Each of these song lyrics conveys remarkable messages. These songs did play a great role in displaying the true emotions and feelings of the story. Some other popular songs penned by this lyricist are ‘Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya’ from the film ‘Hum Dono’, ‘Chalo Ek Bar Phir Se’ from the film ‘Gumrah’, ‘Ye Raat Ye Chandni Phir Kaha’ from the film ‘Jaal’ to name a few songs. If you are making a playlist of Sahir Ludhianvi songs, don’t forget to add Kabhi Kabhi Mere Dil Me song MP(कभी कभी मेरे दिल में)3 to your collection. Saregama website has great sound and recording quality for Kabhi Kabhi Mere Dil Me song MP3(कभी कभी मेरे दिल में). Listen to the preview before you decide to download Kabhi Kabhi Mere Dil Me song(कभी कभी मेरे दिल में). The song is available in HD as well as MP3 versions on Saregama. You can add the songs you like to the cart and make the payment to download Kabhi Kabhi Mere Dil Me song(कभी कभी मेरे दिल में). This will allow you to enjoy your favorite songs at your convenience.